Note: Same chord is strummed constantly until it is mentioned.
Ab............
Sada arahi hai mere dil se paiham
Ke hoga har ek dushman-e-jaan ka sar kham
Sada arahi hai....
Sada arahi hai....
Sada arahi hai mere dil se paiham
Ke hoga har ek dushman-e-jaan ka sar kham
Sada arahi hai....
Sada arahi hai....
(Short Solo)
Eb............
Na zillat ke saye main bache palain ge
Na hath apni kismat ke hathon malain ge
Na zillat ke saye main bache palain ge
Na hath apni kismat ke hathon malain ge
Ab............
Sada arahi hai mere dil se paiham
Ke hoga har ek dushman-e-jaan ka sar kham
Sada arahi hai....
Sada arahi hai....
(Sadaaaaaa arahi hai...)
Eb............
Hasawaat ke deep ghar ghar jalain ge
Sab ehle watan sar utha kar jiyen ge
Hasawaat ke deep ghar ghar jalain ge
Sab ehle watan sar utha kar jiyen ge
Ab............
Sada arahi hai mere dil se paiham
Ke hoga har ek dushman-e-jaan ka sar kham
Sada arahi hai....
Sada arahi hai....
(Longer Solo)
Eb............
Nahi hai nizam-e-halaqat main kuch dam
Zaroorat hai insan ki amn-e-aalam
Nahi hai nizam-e-halaqat main kuch dam
Zaroorat hai insan ki amn-e-aalam
Ab............
Sada arahi hai mere dil se paiham
Ke hoga har ek dushman-e-jaan ka sar kham
Sada arahi hai....
Sada arahi hai....
Sada arahi hai mere dil se paiham
Fizaon main lehraye ga surkh parcham (x7)
No comments:
Post a Comment